Hadees No : 42

hadees-no-42

Hadees No : 42

Bismillah irrahma niirahim

Roman UrduTransliteration

Samura bin Jundab Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Raat mein maine do aadmee dekhe wo dono mere paas aaye aur mujhe Bait-ul-Muqaddas mein le gaye phir hum sab wahan se chale yahan tak ke hum ek khoon ki Nahar par aaye wahan ek shakhs(nahar ke kinare par) khada hua tha aur nahar ke beech mein bhi ek shkash khada hua tha .(nahar ke kinare) khade hone wale ke samne paththar Padhe huye they, beech nahar wala aadmee aata aur jaise hi wo chahta ki wo bahar nikal aaye to bahar wala shakhs uske munh par paththar kheench kar marta aur wo jaha tha wahi phir laut jata, maine apne saathiyon se pucha ki ye kya hai to unhone uska jawab ye diya ki nahar mein tumne jis shaksh ko dekha wo sood khane wala insaan hai.
Sahih Bukhari, Vol 3, 2085

Jabir Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne Laanat ki hai Sood (byaj) lene wale par aur Sood dene wale par , aur Sood likhne wale par aur Sood ke gawahon par aur farmaya wo sab barabar hain
Sahih Muslim, Vol4, 4093

—————————

Urdu Transliteration :

سمرہ بن جندب رضی اللہ عنہ نے کہ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ، رات ( خواب میں ) میں نے دو آدمی دیکھے ، وہ دونوں میرے پاس آئے اور مجھے بیت المقدس میں لے گئے ، پھر ہم سب وہاں سے چلے یہاں تک کہ ہم ایک خون کی نہر پر آئے ، وہاں ( نہر کے کنارے ) ایک شخص کھڑا ہوا تھا ، اورنہر کے بیچ میں بھی ایک شخص کھڑا تھا ۔ ( نہر کے کنارے پر ) کھڑے ہونے والے کے سامنے پتھر پڑے ہوئے تھے ۔ بیچ نہر والا آدمی آتا اور جونہی وہ چاہتا کہ باہر نکل جائے فوراً ہی باہر والا شخص اس کے منہ پر پتھر کھینچ کر مارتا جو اسے وہیں لوٹا دیتا تھا جہاں وہ پہلے تھا ۔ اسی طرح جب بھی وہ نکلنا چاہتا کنارے پر کھڑا ہوا شخص اس کے منہ پر پتھر کھینچ مارتا اور وہ جہاں تھا وہیں پھر لوٹ جاتا ۔ میں نے ( اپنے ساتھیوں سے جو فرشتے تھے ) پوچھا کہ یہ کیا ہے ، تو انہوں نے اس کا جواب یہ دیا کہ نہر میں تم نے جس شخص کو دیکھا وہ سود کھانے والا انسان ہے ۔

حضرت جابر رضی اللہ تعالیٰ عنہ سے روایت ہے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے سود کھانے والے اور کھلانے والے ، سود لکھنے والے اور اس کی گواہی دینے والوں پر لعنت فرمائی اور ارشاد فرمایا یہ سب گناہ میں برابر شریک ہیں۔

—————————

English Transliteration

 Narrated Samura bin Jundab Radi allahu anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, “This night I dreamt that two men came and took me to a Holy land whence we proceeded on till we reached a river of blood, where a man was standing, and on its bank was standing another man with stones in his hands. The man in the middle of the river tried to come out, but the other threw a stone in his mouth and forced him to go back to his original place. So, whenever he tried to come out, the other man would throw a stone in his mouth and force him to go back to his former place. I asked, ‘Who is this?’ I was told, ‘The person in the river was a Riba-eater.”
Sahih Bukhari, Book 34, #298

Jabir Radi Allahu Anhu said that the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam cursed the accepter of interest and its payer, and one who records it, and the witnesses, and he said: They are all equal.
Sahih Muslim, Book 10, # 3881

————————–

hadees sharif,quran hadees,hadees,hadees in urdu,hadith of the day,bukhari hadees,hadees sharif in hindi,hadees sharif hindi mai,quran aur hadees,hadees sharif,quran hadees,hadees,hadees in urdu,hadith of the day,bukhari hadees,hadees sharif in hindi,hadees sharif hindi mai,quran aur hadees,muntakhab ahadees,sahih bukhari book,sahih bukhari download,bukhari sharif book

Related Post

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *