Hadees No : 41

hadees-no-41

Hadees No : 41

Bismillah irrahma niirahim

Roman UrduTransliteration

 Rasool-Allah ﷺ ne farmaya Allah Subhanahu farmata hai ke mai apne bande ke guman ke saath hun aur jab wo mujhe apne dil mein yaad karta hai to main bhi usko apne dil mein yaad kerta hun aur jab wo mujhe Majlis mein yaad karta hai to mai bhi usko is se behtar (Farishton ki) Majlis mein usko yaad karta hun aur agar wo mujhse ek balisht qareeb aata hai to mai us se ek hath Qareeb ho jata hun aur agar wo mujhse ek hath Qareeb aata hai to mai us se do hath qareeb aa jata hun agar wo meri tarf chal ker aata hai to main uske paas daud ker aa jata hun
Sahih Bukhari, Jild 8, 7405

—————————

Urdu Transliteration :

رسول اللہ ﷺ نے فرمایا اللہ تعالیٰ فرماتا ہے کہ میں اپنے بندے کے گمان کے ساتھ ہوں اور جب وہ مجھے اپنے دل میں یاد کرتا ہے تو میں بھی اسے اپنے دل میں یاد کرتا ہوں اور جب وہ مجھے مجلس میں یاد کرتا ہے تو میں اسے اس سے بہتر فرشتوں کی مجلس میں اسے یاد کرتا ہوں اور اگر وہ مجھ سے ایک بالشت قریب آتا ہے تو میں اس سے ایک ہاتھ قریب ہو جاتا ہوں اور اگر وہ مجھ سے ایک ہاتھ قریب آتا ہے تو میں اس سے دو ہاتھ قریب ہو جاتا ہوں اور اگر وہ میری طرف چل کر آتا ہے تو میں اس کے پاس دوڑ کر آ جاتا ہوں۔“
صحیح بخاری، جلد ٨، ٧٤٠٥
—————————

English Transliteration

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said, Allah Subhanahu says: ‘I am just as My slave thinks I am, (i.e. I am able to do for him what he thinks I can do for him) and I am with him if He remembers Me. If he remembers Me in himself, I too, remember him in Myself; and if he remembers Me in a group of people, I remember him in a group (of angel) that is better than they; and if he comes one span nearer to Me, I go one cubit nearer to him; and if he comes one cubit nearer to Me, I go a distance of two outstretched arms nearer to him; and if he comes to Me walking, I go to him running.’
Sahih Bukhari,Book 93, Hadith 502

————————–

hadees sharif,quran hadees,hadees,hadees in urdu,hadith of the day,bukhari hadees,hadees sharif in hindi,hadees sharif hindi mai,quran aur hadees,hadees sharif,quran hadees,hadees,hadees in urdu,hadith of the day,bukhari hadees,hadees sharif in hindi,hadees sharif hindi mai,quran aur hadees,muntakhab ahadees,sahih bukhari book,sahih bukhari download,bukhari sharif book

Related Post

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *