Hadees No : 30

hadees-no-30

Hadees No : 30

Bismillah irrahma niirahim

Jab Rasool Allah Sallallahu Alahih Wasallam ko pichli ummaton ki umrein dikhayee gayee ya us bare mein jo Allah subhanahu ne chaha dikhaya to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne apni ummat ki umar ko chota khayal farmaya ke wo kam umar ki wajah se us tarah zyada aamal na kar sakenge jis tarah dusri ummaton ke log apni lambi umar ki wajah se kar payenge toh Allah subhanahu ne Aap Sallallahu Alahih Wasallam ko Shab e Qadr ata kar di jo hazar mahino se bhi afzal hai
Imam Malik Muwatta – Book 19, 706-Hasan

Urdu Transliteration : حضور نبی اکرم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کو سابقہ امتوں کی عمریں دکھائی گئیں یا اس بارے میں جو اﷲ تعالیٰ نے چاہا دکھایا تو آپ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے اپنی امت کی عمروں کو چھوٹا خیال فرمایا کہ وہ کم عمروں کی وجہ سے اس طرح زیادہ اعمال نہ کر سکیں گے جس طرح دوسری امتوں کے لوگ اپنی لمبی عمر کی وجہ سے کر پائیں گے تو اﷲ تعالیٰ نے آپ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کو شبِ قدر عطا فرما دی جو ہزار مہینوں سے بھی افضل ہے۔
امام مالک موطأ حدیث ٧٠٦ – حسن

English Transliteration : When Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam was shown the lifespans of the people (who had gone) before him, or what Allah willed of that, and it was as if the lives of the people of his community had become too short for them to be able to do as many good actions as others before them had been able to do with their long lives, so Allah gave him Laylat al- Qadr, which is better than a thousand months.
Imam Malik Muwatta – Book 19, 706

————————————————————————————–

hadees sharif,quran hadees,hadees,hadees in urdu,hadith of the day,bukhari hadees,hadees sharif in hindi,hadees sharif hindi mai,quran aur hadees,hadees sharif,quran hadees,hadees,hadees in urdu,hadith of the day,bukhari hadees,hadees sharif in hindi,hadees sharif hindi mai,quran aur hadees,muntakhab ahadees,sahih bukhari book,sahih bukhari download,bukhari sharif book

Related Post

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *