Hadees No : 17

hadees-no-17

Hadees No : 17

Bismillah irrahma niirahim

  1. RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya Jab Mahe Ramzan ki pehli raat hoti hai shaitan aur sarkash jinnaat bediyou me jagadh diye jate hain ,
  2. Dozaq ke Darwaze band kiye jate hain , phir uska koi Darwaza khola nahi jata ,
  3. Aur Jannat ke Darwaze khol diye jate hain , phir uska koi Darwaza band nahi kiya jata ,
  4. Aur ek Awaaz dene wala har Raat Awaaz deta hai Aye Neki ko Chahne wale ! Neki kar guzar ,Aye Badi ko chahne wale ! Badi se baaz aaja ,
  5. ALLAH TAALA ke Dozaq se Aazad kiye hue Kayi bande hote hain , Rahmatou ka ye silsila Har Raat Jaari Rehta hai 

(Ref: Baihaqi ,Shubul Imaan ,hadith no:3446)

رسولِ اکرم صلی االلہ علیہ وسلم نے ارشاد فرمایا..
جب ماہِ رمضان کی پہلی رات ہوتی ہے تو شیطان اور سرکش جنات بیڑیوں میں جگڑھ دیے جاتے ہے،
دوزخ کے دروازے بند کیے جاتے ہے ، پھر اُسکا کوئی دروازہ کھولا نہیں جاتا ،
اور جنت کے دروازے کھول دیے جاتے ہی پھر اُسکا کوئی دروازہ بند نہیں کیا جاتا ،
اور ایک آواز دینے والا ہر رات آواز دیتا ہے ،
اے نیکی کو چاہنے والے !نیکی کر گزر،
اے بدی کو چاہنے والے !بدی سے بعض آجا ،

اللہ تعالیٰ کے دوزخ سے آزاد کیے ہوئے کئی بندے ہوتے ہے ،رحمتوں۔ کا یہ سلسلہ ہر رات جاری رہتا ہے۔

hadees sharif,quran hadees,hadees,hadees in urdu,hadith of the day,bukhari hadees,hadees sharif in hindi,hadees sharif hindi mai,quran aur hadees,hadees sharif,quran hadees,hadees,hadees in urdu,hadith of the day,bukhari hadees,hadees sharif in hindi,hadees sharif hindi mai,quran aur hadees,muntakhab ahadees,sahih bukhari book,sahih bukhari download,bukhari sharif book

Related Post

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *