Hadees No : 5

Hadees-No-5

Hadees No : 5

Bismillah irrahma niirahim

Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya meri tamam ummat ko maaf kiya jayega siwa gunaho ko khullam khulla (openly) karne walo ke aur ismein ye bhi shamil hai ki Ek shaksh raat ko koi (gunaah ka) kaam kare aur iske bawjud ALLAH subhananhu ne usko chupa diya hai magar subah uth kar wo kahne lage ki Eh Falah maine kal raat ko ye ye bura kaam kiya tha , Raat guzar gayee thi aur uske RAB ne uska gunaah chupaye rakha lekin jab subah huyee to wo khud ALLAH ke parde ko kholne laga.
Sahih Bukhari, Vol 7, 6069

سہل بن سعد ساعدی رضی اللہ عنہ نے کہرسول کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جنت کا ایک دروازہ ہے جسے ریان کہتے ہیں قیامت کے دن اس دروازہ سے صرف روزہ دار ہی جنت میں داخل ہوں گے ، ان کے سوا اور کوئی اس میں سے نہیں داخل ہو گا ، پکارا جائے گا کہ روزہ دار کہاں ہے ؟ وہ کھڑے ہو جائیں گے ان کے سوا اس سے اور کوئی نہیں اندر جانے پائے گا اور جب یہ لوگ اندر چلے جائیں گے تو یہ دروازہ بند کر دیا جائے گا پھر اس سے کوئی اندر نہ جا سکے گا
صحیح بخاری ، جلد 3 ، 1896

hadees sharif,quran hadees,hadees,hadees in urdu,hadith of the day,bukhari hadees,hadees sharif in hindi,hadees sharif hindi mai,quran aur hadees

Related Post

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *