Hadees No : 1

Hadees-No-1

Hadees No : 1

Bismillah irrahma niirahim

Abdullah bin umar radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shakhs meri taraf jhooth mansoob karta hai (yani mere naam se jhoothi baat bayan karta hai) to uske liye jahannam mein ek ghar banaya jayega
Masnad Ahmed – Jild 3, # 297 -Sahih
Al-Silsila-tus-Sahiha – 2444

Ali Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya mujh par jhoot na bolo kyunki jo mujh par jhoot bolega wo Jahannam mein dakhil hoga
Sahih Bukhari , Jild 1 , 107

عبداللہ بن عمر رضی اللہ عنہما سے مروی ہے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جو شخص میری طرف جھوٹ منسوب کرتا ہے اس کے لئے جہنم میں ایک گھر بنایا جائے گا
مسند احمد جلد ٣ حدیث ٢٩٧-صحیح
سلسلہ صحیحہ ٢٤٤٤

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ مجھ پر جھوٹ مت بولو۔ کیونکہ جو مجھ پر جھوٹ باندھے وہ دوزخ میں داخل ہو۔
صحیح بخاری جلد ١ ، ١٠٧

Hadees No : 1

Related Post

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *