Paanch waqt ki namaz

Paanch Waqto ki Namazo ka Awwal aur Aakhir waqt

Bismillahirrahmanirraheem

———————————————————————————–

 Paanch Waqto ki Namazo ka Awwal aur Aakhir waqt

 ——————————————————————

 Rasool-Allah SalAllahu Alaihi Wasallam ne farmaya yaqeenan Namaz ka awwal waqt bhi hai aur aakhiri waqt bhi hai

————————————————————————————————-


 Namaz Dhuhar ka awwal waqt jab Suraj dhalta hai aur aakhiri waqt jab Namaz Asr ka waqt shuru hojata hai

———————————————————————————————–

 Namaz Asr ka awwal waqt jab uska waqt shuru ho jaye aur uska aakhiri waqt jab Suraj zard ho jaye

————————————————————————————————

 Namaz Maghrib ka awwal waqt jab Suraj ghuroob ho jaye aur Namaz Maghrib ka aakhiri waqt jab Shafaq ghayab ho jaye



Isha ki Namaz ka awwal waqt jab Shafaq ghayab ho jaye aur aakhiri waqt jab raat aadhi ho jaye


 Namaz Fajr ka awwal waqt jab Fajr tuloo ho aur aakhiri waqt jab Suraj tuloo hota hai

———————————————————————————————

  1. Al-Sils577ila-tus-Sahiha – 

Related Post

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *