naye saal ki dua

Islami-naye-saal-ki-dua

naye saal ki dua

Bismillah irrahma niirahim

Roman UrduTransliteration

Hazrat Abdullah Ibn Hisham Radi Allahu Anhu se rivayat hai Jab Naya Saal ya naya mahina shuru hota to Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ke Sahaba Radi Allahu Anhuma ek dusre ko ye dua seekhate they

اللَّهُمَّ أَدْخِلْهُ عَلَيْنَا بِالأَمْنِ ، وَالإِيمَانِ ، وَالسَّلامَةِ ، وَالإِسْلامِ ، وَرِضْوَانٍ مِنَ الرَّحْمَنِ ، وَجَوَازٍ مِنَ الشَّيْطَانِ

Allahumma Adkhilhu Alaina bil Amni wal iman, Was salamati wal islam, Wa ridwanim minar Rahman, wa Jawazim minash shaitan

Tarjuma : Ya Allah is (Naye saal ya naye mahine ko) ko hum par aman aur iman ke saath aur Salamati aur islam ke saath aur Rahman ki khushnudi ke saath aur shaitan se hifazat ke saath dakhil farma
Al Muajam Al Awsat At-Tabrani,6410 -Sahih

—————————

Urdu Transliteration :

جب نیا سال یا نیا مہینہ آتا تو رسول الله صلی اللہ علیہ وسلم کے صحابہ رضی الله عنھما ایک دوسرے کو یہ دعا سکھاتے تھے
اللَّهُمَّ أَدْخِلْهُ عَلَيْنَا بِالأَمْنِ ، وَالإِيمَانِ ، وَالسَّلامَةِ ، وَالإِسْلامِ ، وَرِضْوَانٍ مِنَ الرَّحْمَنِ ، وَجَوَازٍ مِنَ الشَّيْطَانِ
یا الله اس (نئے سال یا نئے مہینے کو ) کو ہم پر امن اور ایمان کے ساتھ اور سلامتی اور اسلام کے ساتھ اور رحمان کی خوشنودی کے ساتھ اور شیطان سے حفاظت کے ساتھ داخل فرما
المعجم الأوسط للطبراني ٦٤١٠ صحیح

—————————

English Transliteration

Narrated by Abdullah ibn Hisham radi allahu anhu that when there is new year or new month would begin , the Sahaba (companion) of the RasoolAllah SalAllahu Alaihi Wasallam would learn the following dua

اللَّهُمَّ أَدْخِلْهُ عَلَيْنَا بِالأَمْنِ ، وَالإِيمَانِ ، وَالسَّلامَةِ ، وَالإِسْلامِ ، وَرِضْوَانٍ مِنَ الرَّحْمَنِ ، وَجَوَازٍ مِنَ الشَّيْطَانِ

Allahumma Adkhilhu Alaina bil Amni wal iman, Was salamati wal islam,
Wa ridwanim minar Rahman, wa Jawazim minash shaitan

Meaning :O Allah, bring this (month or year) upon us with security and iman, And with safety and Islam, and with the pleasure of Rahman and Protection from shaitan.

Al Muajam Al Awsat At-Tabrani, 6410, Sahih

————————–

hadees sharif,quran hadees,hadees,hadees in urdu,hadith of the day,bukhari hadees,hadees sharif in hindi,hadees sharif hindi mai,quran aur hadees,hadees sharif,quran hadees,hadees,hadees in urdu,hadith of the day,bukhari hadees,hadees sharif in hindi,hadees sharif hindi mai,quran aur hadees,muntakhab ahadees,sahih bukhari book,sahih bukhari download,bukhari sharif book

Related Post

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *