Hadees No : 34
Bismillah irrahma niirahim
Zaid bin Aslam Radhi Allahu Anhu ne apne walid se suna ki Hazrat umar Radhi Allahu Anhu ye kaha karte they Ya Allah mujhe tere raaste mein Shahadat naseeb farma aur tere Rasool Sallallahu Alalihi Wasallam ke shahar (Madina) mein maut naseeb farma
Sahih Bukhari, Vol 3 , 1890
Urdu Transliteration : حضرت عمر رضی اللہ عنہ یہ کہا کرتے تھے اے اللہ! مجھے اپنے راستے میں شہادت عطا کر اور میری موت اپنے رسول صلی اللہ علیہ وسلم کے شہر میں مقدر کر دے۔ اب
صحیح بخاری جلد ۳ ,۱۸۹۰
English Transliteration : Narrated Zaid bin Aslam from his father umar Radhi Allahu Anhu said, O ALLAH! Grant me martyrdom in Your cause, and let my death be in the city of Your Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam .”
Sahih Bukhari, Book #30, 114
Sahih Bukhari, Book #30, 114
———-