Hadees No : 13

hadees-no-13

Hadees No : 13

Bismillah irrahma niirahim

Ek Shakhs Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ke paas hazir hua aur pucha Jab main apne RABB se mangu to kya kahu to Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya tum kaho

اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِي وَارْحَمْنِي وَعَافِنِي وَارْزُقْنِي
Tharjuma : Allahummaghfirli, warhamni, waAafini, warzuqni

Eh Allah mujhe baksh de , mujhe par reham farma , mujhe Aafiyat de aur mujhe rizq ataa farma

iske baad Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya ye kalimat tumhare liye duniya aur Aakhirat dono jama kar denge
Sahih Muslim Jild 6 , 6851

ایک شخص حاضر ہو کر عرض کیا :یا رسول الله صلى الله عليه وسلم جب میں
اپنے رب سے مانگوں تو کیا کہوں ؟ آپ صلى الله عليه وسلم نے فرمایا : تم کہو

اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِي وَارْحَمْنِي وَعَافِنِي وَارْزُقْنِي
اے الله مجھے بخش دے ، اور مجھ پر رحم فرما اور مجھے عافیت دے اور مجھے رزق عطا فرما
( اور پھر فرمایا ) یہ کلمات تمہارے لیے تمہاری دنیا اور آخرت دونوں جمع کر دیں گے ۔
صحیح مسلم جلد ۱ ٦۸۵۱

hadees sharif,quran hadees,hadees,hadees in urdu,hadith of the day,bukhari hadees,hadees sharif in hindi,hadees sharif hindi mai,quran aur hadees,hadees sharif,quran hadees,hadees,hadees in urdu,hadith of the day,bukhari hadees,hadees sharif in hindi,hadees sharif hindi mai,quran aur hadees,muntakhab ahadees,sahih bukhari book,sahih bukhari download,bukhari sharif book

Related Post

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *