Hadees No : 3
Bismillah irrahma niirahim
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya jo shakhs Shab-e-Qadr Imaan ke saath aur sirf Aakhirat ke sawab ke liye Zikr aur ibadat mein guzare to uske pichle gunah bakhsh diye jate hain
Sahi Bukhari, 35
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ، جو شخص شب قدر ایمان کے ساتھ محض ثواب آخرت کے لیے ذکر و عبادت میں گزارے ، اس کے گزشتہ گناہ بخش دئیے جاتے ہیں
صحیح بخاری، ٣٥